Aug 31, 2015

Bhatkaa diya jaata hu

Meri baato par yakin ho jaata hai,
Mai sahi bolu ya galat iski fikar nahi karta koi,
Buss Jo juda hai wo juddtaa hee chala jaata hai,
Khyaal rakhta hu mai b sabhi ka jitna hota hai,
Par kabhi kabhi bhatakk jaata hu yaa fir bhatkaa jaata hu kaise b......!!

Yadav

No comments:

Post a Comment