Aug 2, 2015

Mujhe maalum hee nahi chala

Mujhe maalum hee nahi chala ki kya ho gaya, Mujhe maalum hee nahi chala ki mai kaha kho gaya, Mujhe maalum hee nahi chala ki kya se kya ho gaya, Mai toh buss apne dhunn mei hee mast ka mast raha har samay, Mujhe maalum hee nahi chala ki kya kab ho gaya, Mujhe maalum hee nahi chala ki mai kaha so gaya, Buss uthaaya jab kisi ne aawaz dekar kaise b kar k, Tab maine jaana ki lo saalaa mai khud se khud hee alag ho gaya, alag ho gaya. Mujhe maalum hee nahi chala ki mai kaha kho gaya, Mujhe maalum hee nahi chala ki kya ho gaya, Mujhe maalum hee nahi chala ki kya ho gaya.....!! Yadav

No comments:

Post a Comment