Mar 4, 2015

Phir Aakar Mujhe Samjha Jaao

Mujhme jo sakhss baitha hai woh har pal mujhse kehta hai, Tu fizul mei nahi hai yaha kisi k liye fir kyo fizul mei fizuli banta hai, Tujhe naye-naye mukaamo ko anjaam dena hai-jo galat hai unhe sahi karna hai tu aise toh matt ghabbraa, Sab thhik ho jaayega buss himmat rakhh ae dost-himmat rakh ae dost, Buss tarikey se apna kaam karta jaa-manzil ki parwaah matt kar aur aahoo ko kamm rakhh sab sahi ho jaayegaa kyoki yeh mai nahi tu khud kehta hai. Yadav

No comments:

Post a Comment