Mar 2, 2015

Kaun Jaane-Kaun Jaane

Maana ki koi kuch kehta hai, Maana ki koi kuch sunta hai, Magar yeh kaise maan le ki koi sab kuch chup-chaap hee sehta hai, Itnaa aasaan toh nahi hota chup-chaap sehna magar fir b koi toh baat hogi, Raat idhar hai saayad kisi aur se kisi subah mulaakat hogi kaun jaane, kaun jaane.....!! Yadav

No comments:

Post a Comment