Jan 30, 2015

Kabhi KUCH Yaad Aa Jaata Hai

Kisi ki yaado ko kitna sambhaala hai maine, Kisi ki baato ko kitna bakhubi uchaala hai maine, Naa chaahte hue b kabhi kuch aisa kiya ki poocho matt buss kar diya, Fir sochta hu aakhir kyo khud ko itna rulaaya hai maine, Jo kuch b aasaani se ho sakta tha ushe kitna dubharr banaaya hai maine, Khud ko sambhaal-sambhaal kar b kitna giraaya hai maine, Zindagi k ehsaaso se jo kuch b seekh sakta tha ushe seekha tabhi tohh jo seekha ushe sikhaaya hai maine, Kisi ki yaado ko kitna sambhaala hai maine, Kisi ki baato ko kitna bakhubi uchaala hai maine.....!! Yadav

No comments:

Post a Comment