Jan 12, 2015

Ho RAHA Hai Yehh

Duniya jo bani hai sabke liye usme kya nahi hai, Zindagi jo saji hai sabke liye usme kya nahi hai, Har rang mei har mausam mei sab sabhi k saath hai, Fir b kareebi hai jo unhe tanikk b naa ehsaas hai, Ki kya aur kyo ho raha hai yeh buss ho raha hai-ho raha hai, Duniya jo bani hai sabke liye usme kya nahi hai, Duniya jo bani hai sabke liye usme kya nahi hai.....!! Yadav

No comments:

Post a Comment