Dec 15, 2014

Kuch Karna Hai ZINDAGI K liye

Kya kar raha hu mai khud ki zindagi k liye, Kyo kar raha hu mai khud ki zindagi k liye, Kab karunga mai khud ki zindagi k liye, Kaise karu mai khud ki zindagi k liye, Kaha kar raha hu mai khud ki zindagi k liye, Sochta toh bahut hu apni zindagi k liye par jab karni hoti hai naa toh poocho matt yaar sirf sochte-sochte waqt hee guzarta hai kambhakat zindagi k liye fir b sochta toh hu hee ki, Kya kar raha hu mai khud ki zindagi k liye, Kya kar raha hu mai khud ki zindagi k liye, Kyo kar raha hu mai khud ki zindagi k liye, Kyo kar raha hu mai khud ki zindagi k liye.....!! Yadav

No comments:

Post a Comment