Dec 5, 2014

Khud K Liye Khudi Ko Aage Badhaao

Mai jab khud se naaraaz hu tabb auro se sikaayat kya karu, Mai jab khud se paresaan hu tabb auro ko paresaan kyo karu, Mai jab khud se hairaan hu tabb auro ki baat kya karu, Mai jab khud se buniyaad hu tabb auro se ummid kyo karu, Mai jab khud se naaraaz hu tabb auro se sikaayat kya karu, Mai jab khud se har dard ka ilaaz hu tabb auro se duaa karne ki guzaarish kyo karu, Mai jab khud se paresaan hu tabb auro ko paresaan kyo karu, Mai jab khud se paresaan hu tabb auro ko paresaan kyo karu.....!! Yadav

No comments:

Post a Comment