Mar 29, 2014

Kuch Toh Apna Bhi Haqq Hai

Meri wafaao ka koi sila nahi milta,
Jab jab yaad karu kisi ko uska paigaam nahi milta,
Kya karu yeh mai b soch raha hu aaj,
Buss dua bhi ki toh koi inaam nahi milta,
Sahi hai zindagi k uljhano ka Hee,
Daga bhi ki toh koi saza nahi milta,
Meri wafaao ka koi sila nahi milta,
Har orr toh ek shhor chhaya hai,
Koi kisi ko toh koi kisi ko bhaaya hai,
Par zindagi hai Hee samajhne k laayak,
Kyoki Jo naa samajh paaya ishe ushe ishh jahaan kaa sukun nahi milta,
Wafa chahe kitni bhi kar lo wafa se wafa kabhi nahi milta.....kabhi nahi milta so don't worry about anything just enjoy the moment what u have.....!!

No comments:

Post a Comment