Mar 18, 2014

Khyaal Aa Raha Hai Kisi Kaa

Aaj naa jàane kyo kisi ka khyaal aa raha hai, Sawaal toh pehle bhi thhe fir aaj kyo ek aur sawaal aa raha hai, Saayad ish baar kuch pata chale meri zindagi kaa, Kyoki zindagi toh thhi apni bhi kabhi par aaj ish par bhi naya padaaw aa raha hai, Sochta hu jab-jab ki koi khyaal naa aaye, Tabb-tabb aurr jyada hee khyaal àa raha hai, Mai samjha nahi sakta mere sabdo se buss khyaal hai toh khyaal aa raha hai, Aaj naa jaane kyo kisi ka khyaal aa raha hai.....!!

No comments:

Post a Comment