Mar 20, 2014

Bhagwaan Bhi Kehte Hai

Har waqt toh mai nahi aa sakta, Har roz toh mai nahi samjha Sakta, Har sitam se toh mai nahi bacha Sakta, Har modd par toh mai aakar raasta nahi bata sakta, Khud ki zindagi mei thoda kuch khud k liye bhi karna Sikh lo ae naadan insaan kyoki, Mai hu tu hamesha saath hee tere par khud ka saath naa dene waale ka mai b saath nahi de Sakta, Har waqt toh mai nahi aa Sakta, Har kuch toh mai nahi sikhaa saktaaa.....!!

No comments:

Post a Comment