Jan 14, 2014

Yadav SUDHAR-SUDHAR Kar Bigad Gaya

Dil laga bhi nahi YADAV ka aur dil toot kar bikhar gaya, Ummide jagi bhi nahi YADAV ki aur ummido ka pull bandhte-bandhte bandh gaya, Ab kaise bataye YADAV apni jubaan se wo kitna sudhra Tha aur kitna sudhar gaya, Buss itna jaano aap ki yeh YADAV ki baat thi aur sudhar-sudhar kar AAPKA YADAV sudhar gaya......

No comments:

Post a Comment