Jan 31, 2014

Sab Maaya Hai<------>Maaya Laage Ho

Achanak se koi aakar agar zindagi sawaar de, Achanak se koi aakar agar pyar hi pyar de, Achanak se koi aakar agar badalti fizaao mei karaar de, Tabb jaakar hum kehte hai ki waah re waah KHUDA ka karisha hai yeh, Par jabb wahi agar iska ulta ho tabb, Agar achanak se koi aakar zindagi bigaad de, Agar achanak se koi aakar phoolo ko ujaad de, AGar ahanak se koi aakar mumkin ko naamumkin bana de, Ho kisi bhi raasto par hum aur wo acahank se humse naata todd de, Ek boond paani bhi naseeb naa ho humein tabb kahenge ki KHUDA kaa keher hai yeh.....!!

No comments:

Post a Comment