Aug 15, 2013

Mai Hun KHUS rang HEENA

Mujhe naa itna sambhalo ki bhul jau mai hosh mei kaun hy, Mujhe naa itna dikhlao ki bhul jau mai dard k saaye mei kaun hy, Mujhe naa itna samjhao ki bhul jau mai yaha samjha hua kaun hy, Mujhe naa itna mannwao ki bhul jau mai dunia mei bhala apna kaun hy, Mujhe naa itna ghumao ki bhul jau mai gol chakkar mei chakkar khata kaun hy, Mujhe naa itna khilao ki bhul jau mai bhuk ka maara bechara kaun hy, Mujhe naa itna behkao ki bhul jau mai ki kinhi aansuo ki wajah kaun hy, Mujhe naa itna padhao ki bhul jau mai ki mere naa ka sabak kaun hy. Mujhe naa itna padhao ki bhul jau mai ki padhai karne ka sabak kya hy.

No comments:

Post a Comment