Aug 31, 2013

Jo Duba So Paarr

Dard k saagar mei dubki lagaya hy maine, Dil jo mera tha kabi ushe samjhaya hy maine, Nazar naa mili thi jab tak sukh-chain kamaya hy maine, Kya pata tha ek roj aisa b samay aa jaayega jab mera dil mere hi dhadkan ka dusman ho jaayega fir b ummido ki roshni se pyar ko jagmagaya hy maine, Dard k saagar mei dubki lagaya hy maine, Dil jo mera tha kabi ushe samjhaya hy maine, Dard k saagar mei dubki lagaya hy maine, Dard k saagar mei dubki lagaya hy maine..!!

No comments:

Post a Comment