Jun 4, 2013

Mai Mera Dil Orr Tummm

Kya sochta hai koi kisi k lia orr kya se kya ho jaata hy, Kya kehta hai koi kisi k lia orr duja kya se kya sunna jaata hy, Kya likhta hai koi kisi k lia orr anjaana aakar kya se kya likhwa jaata hy, Kya batata hai koi kisi k lia orr tishra raaz darr raaz chuppa jaata hy, Kya jatata hai koi kisi k lia jaise dil ka dard dil mei lia koi ushe naasur ki tarah sama jaata hy, Kya bhulata hai koi kisi k lia orr mitt kar zindagi ko khusi-khusi galey laga jaata hy..........

No comments:

Post a Comment