Jun 28, 2013

Kabhi Thoda TOH Kabhi Jyada

Mujhe ab thoda-thoda samajh aane laga hy, Koi karib aakar u hi kyo dur jaane laga hy, Maanta hy tu ki mai tere layak hi nai sayad tabi tu reh-reh kar naye ehsaas dilaney laga hy, Bhul gaya tha mai apne zameer ko pata nai kaise sukr hy rab ka ki koi toh ab gehrai mei jaane laga hy, Thoda bura b laga orr thoda achha b magar kya kar sakta hu mai mere hanth mei toh kuch nai hy na jo b hy ab ish waqt ka hy jo ruka nai kisi k lia par mere lia thamne laga hy....

No comments:

Post a Comment