Jun 11, 2013

Har GHADI Mei Hona Hai Kya

Sunte ho kisi ki toh ushey sunana b jaano, Maante ho kisi ki toh usshey manwaana b jaano, Chalte-firte bhatakte toh ho yaha-waha bina kisi matlab k par kabi zindgi ko toh dhang se jina b jaano, Luft utha lo sabse yaha har pal badalte waqt k aagaz se kahi mauka miley naa miley yeh buss jo b ho haskar auro ko gale lagakar b toh unhe apna jaano, Socho utna hi jitne ki jarurat ho zindagi jiney k liye nahi toh ish zindagi ko behte paani sa nirmal hi jaano...!!

No comments:

Post a Comment