Feb 15, 2013

Sapne Hai Sabhi Aur Kuch Nahi

Zindagi ka safar aisa hy mere yaar ki har raasto par ek baar chalna hi hota hy, Kabi khusi ko toh kabi gham ko haste-haste jhelna hi hota hy, Nazaro ka koi bharosa nai ish jahan mei buss unn Nazro ko Nazar mei karna hi hota hy, Ummide hy zindagi se har pal yaha sabko kuch jaada kyoki zindagi me ummido par sabhi ko ek roj khara utarna hi hota hy, Baat koi kaisi b kare jaakar yaa aakar kisi se lekin sabdo se baato me wazan rakh logo ko apni orr aakarshitt karna hi hota hy, Jaise ki- Dil k lia dhadkan ko aur dhadkan k lia dil ko aur kuch nai buss Ishq wala Love samjhana hi hota hy, Kaise b raaste ho aapki Zindagi mei koi saath nai deta yaar yaha buss sabi ko khud chalna hota hy aur apna-apna nasib khud k lia khud se banana hi hota hy !!!!

No comments:

Post a Comment