Feb 5, 2013

Jawaab Nahi Hai

Zindgi kyo orr kaise suru hui hy pata nai, Zindgi ka main maksad kya hy aur yeh khatam kaha hogi pata nai, Raasto pe chalkar Manzil milegi yaa Manzil pe hi nai Manzil k lia raasta banana hy pata nai, Sitam koi kyo kar raha aur dil dhadkane k bajaye itna joro se shor kyo kar raha hy pata nai, Hum kuch keh rahe hy tumhe aur tum kuch ka kuch kahe jaa rahe ho pata nai, Dekhkar kadam badhana hy yaa Girkar kadam se kadam milaana hy pata nai, Pata nai-Pata nai!!

No comments:

Post a Comment