Dec 27, 2012

Waqt Yaad Rehta Hai

Har duao me koi kisi ki khusi maangta hy rab se, Har lamho me koi kisi ka saath maangta hy rab se, Har Subah-Har Raat koi kuch naa kuch maangta hy rab se, par Guzar jata hy waqt ka wo ek pal kuch ish tarah ki guzar kar wo apni kimat samjha jaata hy-kya maange koi ush rab se ki mujhe thoda waqt de do waqt k liye par waqt toh waqt hy wo waqt k lia b rukta nahi bus chalta-chalata rehta hy aur aisa jadu karta hy ki sab waqt-waqt karte hairaan rehte hy!! Yadav

No comments:

Post a Comment