Jul 5, 2014

My Dil Goes Mmmmm #aapkayadav#

Anjaan galiyo mei jaana azeeb lagta hai,
Dur rehkar apnapan dikhaana azeeb lagta hai,
Par kare b toh kare kya koi ish zindagi mei kuch naa kiya toh saala khud ki zindagi ko azeeb lagta hai,
Waise har modd se guzarna Hota hai har ek shakss ko yaha,
Fir kyo kitni aasaani se kuch-kuch ko achanak se bahut kuch mil Jaata hai,
Yeh sochta hu toh jhalllaaah Jaata hu buss yeh jhallaanaa thoda azeeb lagta hai,
Anjaan galiyo mei jaana azeeb lagta hai,
Dur rehkar apnapan dikhaana azeeb lagta hai.....!!

No comments:

Post a Comment