Jul 7, 2014

Baato Mei Naa Jaaiye Janaab

Mai hairaan rehh gaya tha jish tarahh usne mujhe khwaab dikhaayaa tha,
Mai hairaan rehh gaya tha jish tarahh usne mujhe kareeb bithaayaaa tha,
Mai hairaan rehh gaya tha jish tarahh usne mujhe samajhdaari kaa paath padhaaya tha,
Mai hairaan rehh gaya tha jish tarahh usne mujhe apne paas bulaaya tha,
Mai hairaan rehh gaya tha jish tarahh usne mujhe apni chikni-chupdii baato mei uljhaaya tha,
Mai hairaan rehh gaya tha jish tarahh usne mujhe gol-gol ghumaaya tha ghumaaya thaa,
Mai hairaan rehh gaya tha jish tarahh usne mujhe khwaab dikhaayaa thaaaa.....!!

No comments:

Post a Comment