Jun 6, 2014

Koi Bataayega Bhi Mujhko Ki Kya Galat Hai

Maine Jo raah chuni kya galat hai,
Maine Jo baat kahi kya galat hai,
Maine Jo dost banaye kya galat hai,
Maine Jo sapne dekhe kya galat hai,
Maine Jo waqt nikaala kya galat hai,
Maine Jo khud ko sambhaala kya galat hai,
Maine Jo bagiya sajaai kya galat hai,
Maine Jo madadd ki kya galat hai,
Maine Jo roka galat karne se kya galat hai,
Maine Jo socha sabki bhalaai k liye kya galat hai,
Maine Jo raah chuni kya galat hai,
Maine Jo baat kahi kya galat hai.....!!

No comments:

Post a Comment