Jun 7, 2014

Aaj Samajh Gaya Mai Bhi Ki

Koi kisi ka nahi Hota yeh samajh aa gaya,
Koi kisi k liye kuch nahi karta yeh samajh aa gaya,
Koi kisi ko nahi jaanta bina kaam k yeh samajh aa gaya,
Koi kisi ki madadd k liye kabhi aagey nahi aata yeh samajh aa gaya,
Koi kisi ko samjhaane k liye apna time barbaad nahi karta yeh samajh aa gaya,
Koi kisi ka duniya mei dard b nahi baattaa yeh samajh aa gaya,
Koi kisi k liye jara sa b kuch nahi karta yeh samajh aa gaya,
Koi kisi ka nahi Hota yeh samajh aa gaya,
Parr insaan kare b tohh kare kya bechaara fizul k rishto mei bandhh Jo Jaata hai joo usko naya sapna dikhaata hai ki agar kuch galat hoga toh yeh jo maine rishte banaye hai woh mujhe samjhaayenge ki kya-kyo aur kab Karna chaahiye aur kya nahi.....!!

No comments:

Post a Comment