Sep 6, 2013

Maaf Karna Mai Nashe Mei Hu

Sambhalo yaaro mai nashe mei hu, Jhutlaado yaaro mai nashe mei hu, Ghabrahat se zindagi naa ruth jaaye meri buss bacha lo yaaro mai nashe mei hu, Nashe mei hu.. Kaise-kaise khyaal aate hy kaha-kaha hum-aap jaise logg jaate hy koi b nai jaanta orr naa jaan-naa chahta hy, Buss itna samajh lo mai nashe mei hu, Mai-mai tu-tu karte-karte chalta hy har naya-purana silsila par kabi hum nai hote HUM ek duje k lia buss batao kuch kisi ko toh koi matlab nai hi rehta apni baat ka ab kya kabi b fir b kuch sochkar kuch bata raha hu orr kuch batlaunga par kya karu mai Nashe mei hu..mai Nashe mei hu....Nashe mei hu...!!

No comments:

Post a Comment