Apr 10, 2013

Zindagi Ki Baatein

Zindagi yaha par har ghadi badal rahi hai, Zindagi yaha par har ghadi sawar rahi hai, Zindagi kaa ab yaha koi bharosa nahi mere yaar ki yeh kab tapak jaye yeh, Zindagi toh yaha pal bhar mei sabko u bigad-bigaad rahi hai, Zindagi apni baatein ishaaro se nahi samjhati humm insaano ki tarah, Zindagi koi geet yaa koi tarana bhi nahi chedti humm insaano ki tarah, Zindagi toh pal pal apni mauzudgi ko aankho dekha bata rahi hai par hum hi hai jo sab kuch se kuch ko hi jaan aur jaanne ki kosis kar rahe hai......buss kosis kar rahe hai thoda hai aur thoda hi rehna hai..........................??

No comments:

Post a Comment