Apr 23, 2013

Baatein Baat Batati Hai

Baatein aksar apna asar chhor jaati hy, Baatein aksar apna chupa hunar dikha jaati hy, Sambhal kar krna koi 1 baat b kyoki baatein isharo se b padh li jaati hy. Baatein baat ki baat mei nikal jaati hy, Baatein baat ki baato mei reh-reh kar guzri baato ki yaad dila jaati hy, Baatein bahut kaam aati hy bahut kaam aati hy.......

No comments:

Post a Comment