Aug 4, 2012

Jaante Hai Sabhi Fir Bhi

Ek roz kamal (lotus) k liye aisa bhi aata hai,
Jab kichhad me khila kamal nikala jata hai,
Parchai ush kamal ki kuch kehti nahi ush waqt,
Bus wo apne ghar ka pata kichhad me khilkar u bata jata hai,
Puchtey hai naa- sabhi sabse ki tera pata kya hai bata?
Kal fir aayega yaha Kisliye iski wazah kya hai bata?
Chunki koi kuch kehta nahi hai ish jahan me bina matlab aur kisi sense k....bus kar kar batana hota hai ki hum b hai jara kamaal k aur kichhad me khilkar jina kya hai-marna kya hai-is baat ko dikhate hy wo anokhe andaaz se.
Har person jaruri hai YAAR.

No comments:

Post a Comment