Nikal raha tha kuch sochkar,
Karne jaa raha tha sujh bujhkar,
Aate jaate kisi se u mulaakaat ho gayi,
Nikala tha dophar mei magar uske saath raat ho gayi,
Aadat padd gayi Yaa pehle se hee aisa kuch hai,
Yeh samajh kar sochkar kambhakatt mai chakkar mei hee fass gaya,
Kyoki pata tha mujhe ki karunga aur kyo karunga tabhi toh,
Nikal raha tha kuch sochkar,
Karne jaa raha tha sujh bujhkar.....!!
Yadav
No comments:
Post a Comment