Nov 22, 2015

Har Din Har Jaisa Nahi Hota

Har din har jaisa nahi hota, Koi bhatka lagta hai humein magar wo bhatka nahi hota, Aasaani se samajhna thoda kathhin hai inn jaiso ko, Magar kosis karne se b unka mukkamm-al-ae jahaan poora nahi hota, Jab samajhte hai wo khud ki galtio ko, Tabb unke jaisa uss waqt koi insaan nahi hota, Jo nahi sochna hota hai wo WOH b soch jaate hai, Haste-khelte aasaani se sabko apna pata de jaate hai, kyoki unhe uss waqt pata nahi hota ki, Har din har jaisa nahi hota, Har din har jaisa nahi hota.....!! Yadav

No comments:

Post a Comment