Sep 16, 2015

Koi kaise inhe dekhega

Tum samajh gaye toh kya mai b samajh jaaunga,
Tum bhatakk gaye toh kya mai b bhatakk jaaunga,
Tum chale gaye toh kya mai b chala jaaunga,
Tum bhula gaye toh kya mai b bhula jaaunga,
Tum samajh gaye toh kya mai b samajh jaaunga,
Yeh toh buss apne-apne sochne/samajhne/dekhne ka tarika hai kisi chiz ko ki koi kaise inhe dekhta hai.....!!

Yadav

No comments:

Post a Comment