Nov 28, 2014

Ushe Hee FiKaRR Karni Hogi

Ab samjhakar b ushe kya kar sakte hai, Ab rulakar b ushe kya kar sakte hai, Uski zindagi hai ab wo hee jaane aur kya, Kyoki Fizul mei hum ulajhkar sirf uske liye paresaan ho sakte hai, Ab samjhakar b Ushe kya kar sakte hai, Maanney waali jab koi baat hee nahi karta woh, Tarah-tarah k faaltu k gyaan batortaaa hai woh, Bhala uska kya hoga bolo jara tabhi toh faisla kiya hai ki, Uski zindagi hai ab wo hee jaane aur kya, Kyoki Fizul mei hum ulajhkar sirf uske liye paresaan ho sakte hai, Ab rulakar b ushe kya kar sakte hai, Ab samjhakar b ushe kya kar sakte hai.....!! Yadav

No comments:

Post a Comment