Oct 3, 2014

Taklifo K Bagairr Koi Hai

Mai yeh nahi kehta ki mai sahi hu, Mai yeh b nahi kehta ki tum sahi ho, Mai yeh nahi kehta ki maine nahi sunnaa, Mai yeh b nahi kehta ki tumne nahi sunnaa, Mai yeh nahi kehta ki mai bura nahi, Mai yeh b nahi kehta ki tum burre nahi, Mai toh sirf wahi kehta hu jo hakikatt ko darshaaye, Dil ki jo hai baat wo jubaan par u hee chali aaye, Sharaafat se jo jee raha hai woh jeeeta hee rahe, Buss duaa hai ki koi paresaani kabhi naa ushe chhuey, Buss mai b rahu tum b raho aur sab khus rahe kaise bhi, par dusro ko taklif diye bagaair.....!! Yadav

No comments:

Post a Comment