Nov 30, 2012

Kya Keh Du Isshe

Mujhe nai pata ishe kya kahu bus yeh ek ehsas jaisa bhi hy yaa hai fir kisi ki maaya, Aankho se suru b hy yeh par ek pal me aankho ka chalawa b hy, Mujhe nai pata ishe kya kahu bus waqt ki raah me chal chala hun mai yeh sochkar ki ek roj manzil b aayegi, Kismatey badlengi yaa nai yeh socha nai hy bus ab itna malum hy ki inn raasto se judaaw b hy aur thoda pathraaw saa algaaw b hy, Mila toh kuch thhik nai in raasto se nai toh paani ka tez bahawv b hy- Kya kahu ishe mujhe pata nai bus aisa lagta hy kabi-kabi jaise khud se koi takraaw b hy.. Kya kahu mujhe pata nai sayad yeh mera kisi se chalkaaow nai hy....pata nai mujhe ishe kuch kahu b yaa naa kahu..

No comments:

Post a Comment